Sunday, May 6, 2012

Do chidiyo ki prem kahani

http://kashafbinshamim.blogspot.in/
Do chidiyo ki prem kahani

ek din female chidiya ne bola ki mujhe

chodkar kahi tum udd to nahi jaoge

male chidiya boli udd jaunga to tum

pakad lena

female chidiya boli main tumhe

pakad sakti hun par fir pa nahi sakti

male chidiya ki ankhon me aansu

aa gaye aur usne apne pankh tod diye aur

bola ab hum hamesha saath rahenge

ek din jor se tufan aane wala tha

to female chidiya udne lagi

tabhi male chidiya ne kaha tum udd jao

me nahi udd sakta

female chidiya boli apna khyal rakhna

kehkar udd gayi

jab tufan thama to female chidiya

wapas us ped par aai to

dekha ki male chidiya mar chuki thi

aur ek dali par likha tha

kash ek bar to kehti ki main

tumhe nahi chor sakti

to shayad main tufan aane se pehle nahi marta



Moral : love exist till the circumstances

are good

otherwise nobody cares.......

No comments:

Post a Comment